1) Remove Followers (apne Followers ko list se hata sakte ho)
Abi aap apne followers ko hata sakte ho. Jo apko lagta ho ye follower ko mere list me nhi hona chahiye
bahut asanise remove kar sakte ho. Pehle aap khali following ko unfollowing karte the ab follows ko unfollow
karo. Apko use puchne ki zaroorat nhi unfollow kardo, Aur jisko aap unfollow kar rahe ho usko pata bhi nhi
chalega.
Followers hatane ke liye apko yaha jana hoka >
 |
Go to your Followers |
 |
Go to 3 dots |
 |
Final Remove Followers |
2) View insight
Agar aap chahte ho apke pass jo like Aur impression ata hai who kaha se aur kese ata hai? Toh ye update aapke liye . Apko like kaha se aa rha hai aur apko total impression jo hai kaha kaha se aa rha hai, Jaise ki apne agar apne photo pe hashtag hai toh Hashtag ke zariye kitna impression aya aur apka naam search karke kitna aya. Agar apne bhout sare hashtag daale ho toh konse hashtag se kitna who bhi pata chalega.
Is feature ko dekhne ke liye business account se link hona chahiye
 |
Go to view insight |
 |
Swipe up |
 |
Scroll down to get |
3) Post Share to Different SOCIAL MEDIA Account (Instagram post ko Facebook, Whats App, or sabme share kar sakte)
Old version mein Post ko instagram ke alawa kahin share nhi kar sakte the par abhi ye mumkin hai ki post ko
instagram ke alawa WHATSAPP, FACEBOOK, TWITTER aur Instagram Story me bhi Share kar sakte hai. Jisme chahe
share kar sakte hai. Abhi pehle se like, comment or impression milna asaan hogya hai . Post ko kahin bhi share karo like, comment or impression pao
Janiye ye feature apko kese milega
 |
Go to send option |
 |
Share Post to different social platform |
4) [NAMETAG]
IS update me apko search karke follow karne ke bajai aap scan karke follow kar sakte hain. Who kese kare, bohut
bar aisa bhi hain aap search karte ho lekin jisko aap follow karna chahte hain uska Account nhi milta hain search
result me.Article ke niche full detail me diya gya tha Follow karo
 |
Tap 3 line at the top right corner |
 |
Go to NAMETAG |
 |
Scan to friend Nametag |
5) Shoppable post (koi bhi product online becho instagram pe)
Apko iske liye facebook page banana hoga fir us page ko instagram se link karna hai. Log direct product ko buy kar
Buy kar sakte hai.
Isko samjhane ke dusra
Article post karunga. Agar kisiko features ke bare me detail me janna hai toh comments likho toh mujhe pata
chalega public ko online sale karna hai
THANK YOU SO MUCH
Add Your Comments